Poetry 3:-
Tera mujhse milna ek noor hai
Kyunki yeh ishq ka Kasoor hai
Tera mujhse milna ek noor hai
Kyunki yeh ishq ka Kasoor hai
.
.
.
.
Na kar sakega koi ishq karne walo ko judaa
Kyunki yehi khudaa ka dastoor hai
======================================
Poetry 4:-
Zindagi mai tera aana
Or aakar k yuh muskurana
Zindagi mai tera aana
Or aakar k yuh muskurana
.
.
.
.
Koi rok sake toh rok le
Ek tujhko hi hai bas apna banana
